Tu banja meri

Tu meri banja mujhe duniya k kitabo se
Bewafai shabd hi mitana hai
jo kehte hai sacchi mohobbat nahi milegi iss duniya me
Unhe galat sabit karna hai

Na mili

Kabhi socha nahi woh ghum mile

Jo khushiya sochi wo na mili~

Ye kaisa salukh

Ye kaisa salukh mere sath e khuda

Maine sacchi mohabbat ki hai
Fir bhi mohhabat me nakam raha

log to mohhabat me shajishe karke bhi kamiyab hojate hai

Sacchi mohabbat

Sacchi mohabbat ko yu najar andaz nahi karte
~e jaan
Dhoka karne jitna aasan kaam nahi hai ye~

Berukhi

Mere alfazo me uska hi jikar hota hai
Aakh band karne par uska hi chehra hota hai
Hota hai kitna dard uski berukhi se
Iska andaza usko kaha hota hai