Showing posts with label Broken heart. Show all posts
Showing posts with label Broken heart. Show all posts

Mulakat Shayari

Mere muskurate chehre ko dekh kr mt samjho ke mai
Khush hu ...
jara karib se dekho to meri palke bheegi melegi
-
Teri mulakat ne thodi khushi di chehre par..
Warna thak gya tha aaine me apni bheegi palke dekh kr
-
Teri Pal bhar ki mulakat de gyi  khushi mere chehre pr
e jaan
agr tera sath hota to mujh sa khush nasib koi na hota
Download

Tere Liye Mera Pyar

Tere liye mera pyar raat gai baat gai

Mere liye abi b na teri yaad gayi

thi koi wajh ya kiya sirf tune bahana
Download itna pyar krke bhi mila mujhe bas ghumo ka khazana .

don't love so much anyone
that if they left you it will very hard for you to heal pain in heart

Mohhabat kisi aur se karu kaise

Mohhabat kisi aur se karu kaise

Usse jo wade kiye thee wo
Auro  ke sath nibhau kaise

Ye janta hu unko parva na  thi meri, na abbhi hai

Par e dost tuhi bata

Dil pe jo uska  naam hai mitau to mitau kaise se.

Mai bewafa nahi
Uska aashiq hu

Tuhi bata e dost
Usske siva kisi aur ko chahu kaise .

Insan se pari bana ne wale hum hi hai

Gurur hai agar unhe apne aap par to ye batana chahta hu e dosto~
Hai to wo bhi ek aam insan hi
Par
Unko pari kehne wale aashiq hum hi hai.

Izam kaise sahu

Uske judai ka ghum jindagi bhar  seh leta
E dosto ..
Par mere itne wafa karne par bhi
Dhoke bazi ka ilzam lagaya usne
Ye kese sahu mai .

Jisse sacche pyar ki qadar ho

Jisse sacche pyar ki qadar ho Takdir bhi palat kr rakh dete h wo log ...

Unhe ky pyar ki qadar
Hogi jin ke liye saccha dil todna bhi kanch todne k barabr ho .

Ye kaisa salukh

Ye kaisa salukh mere sath e khuda

Maine sacchi mohabbat ki hai
Fir bhi mohhabat me nakam raha

log to mohhabat me shajishe karke bhi kamiyab hojate hai

Hasi aati hai khud par

Hasi aati h  khud pr ..
Jab log khush najar aate hai jism k piche bhagne wale~
aur mujhe uski sadgi se pyar hai fir b ghum me rehta hu