Ek mohabbat hi hai

Ek  mohabbat hi hai jisne jhuka diya mujhe ..
Baki duniya me dum nh  mujhe jhuka sake ..

Ek mohabbat hi he jisne rula diya mujhe
Baki koi chij me takat nhi thi jo rula sake mujhe ...

Ek tera pyar pana hi nasib me nahi ..
Warna apne hatho nasib likha krta tha mai..

Ek tera sath chahiye jine k liye ..
Sath nhi de sakti to  mar de mujhe  .

Majburiya

Fitrat se acche insan juda ho jaye to jaruri nahi wo bewafa ho mohabbat ko majburiya bhi aksar mar deti hai.

Pari

♥ ♥ Aapko khud ko nhi pta aap kitni cute ho
Mere liye  to duniya me sabse pyari ho
Pariyo se kum kum nhi ho tum
Tabbhi to  aap mere diL ki rani ho ♥ <3

Pyar ka waada

Bhula diya hmne khudko aapke pyar me..
Ye dil kabse itnazar kr rha h ... na kro ab deri pyar me

Ghum aur khushi ka wada hum nahi krte

Par ye wada krte he koi kami nhi rahegi hmare pyar me..

Na ruth na

Ye dil udasi me dub
Jayega ..

jindagi me kbi koi khushi ka manja nh aayega..

Na ruth na mujh se he ae pari <3
Wrna ye tera aashiq zinda nh reh payega .

Tanhai me

Bheed me  kat jayega wakt tumhara magar tanhai me jarur   yaad   kroge mujhe ~ <3

Jane se pehle ♡

Tere jane se pehle ye bata ke ja jaan ~
Tere beger mai jiu kese   ..

Mila de ya bula le ~

Ab to roz yahi  dua nikalti hai dil se..

~ bhagwan mujhe usse milade ya fir waps bula le . "
< / 3

Hasi aati hai khud par

Hasi aati h  khud pr ..
Jab log khush najar aate hai jism k piche bhagne wale~
aur mujhe uski sadgi se pyar hai fir b ghum me rehta hu

Bta ♡

Bta de tuz me jo baat h aur kisi me kyu nhi ...
tuze hi kyu chahta he mera dil kisi aur ko kyu nhi..
mere aansu kyu nikalte h tere liye..
jisne kabhi kuch na manga ho khuda se
Aaj Sajdon me uske hath uth te q sirf tere liye.. <3 ♥

Deta hai salah

Deta hai salah mujhe jamana kisi aur se mohhabat krne ki
Ae Jaan ~
Tere siva dil aur kispe aayega~
Tujhsse pyari na pehle thi
na koi ho sakti hai <3