e jaan
Ye wo karwa hai jo mere sath hi khtm hoga .
Latest Shayari on love , Love Shayari , Broken Heart Shayari, latest love shayari, Hindi Shayari
Mohhabat kisi aur se karu kaise
Usse jo wade kiye thee wo
Auro ke sath nibhau kaise
Ye janta hu unko parva na thi meri, na abbhi hai
Par e dost tuhi bata
Dil pe jo uska naam hai mitau to mitau kaise se.
Mai bewafa nahi
Uska aashiq hu
Tuhi bata e dost
Usske siva kisi aur ko chahu kaise .
Bta de tuz me jo baat h aur kisi me kyu nhi ...
tuze hi kyu chahta he mera dil kisi aur ko kyu nhi..
mere aansu kyu nikalte h tere liye..
jisne kabhi kuch na manga ho khuda se
Aaj Sajdon me uske hath uth te q sirf tere liye.. <3 ♥
Deta hai salah mujhe jamana kisi aur se mohhabat krne ki
Ae Jaan ~
Tere siva dil aur kispe aayega~
Tujhsse pyari na pehle thi
na koi ho sakti hai <3