Showing posts with label jazbaat. Show all posts
Showing posts with label jazbaat. Show all posts

Mohhabat kisi aur se karu kaise

Mohhabat kisi aur se karu kaise

Usse jo wade kiye thee wo
Auro  ke sath nibhau kaise

Ye janta hu unko parva na  thi meri, na abbhi hai

Par e dost tuhi bata

Dil pe jo uska  naam hai mitau to mitau kaise se.

Mai bewafa nahi
Uska aashiq hu

Tuhi bata e dost
Usske siva kisi aur ko chahu kaise .

Insan se pari bana ne wale hum hi hai

Gurur hai agar unhe apne aap par to ye batana chahta hu e dosto~
Hai to wo bhi ek aam insan hi
Par
Unko pari kehne wale aashiq hum hi hai.

Izam kaise sahu

Uske judai ka ghum jindagi bhar  seh leta
E dosto ..
Par mere itne wafa karne par bhi
Dhoke bazi ka ilzam lagaya usne
Ye kese sahu mai .

Jisse sacche pyar ki qadar ho

Jisse sacche pyar ki qadar ho Takdir bhi palat kr rakh dete h wo log ...

Unhe ky pyar ki qadar
Hogi jin ke liye saccha dil todna bhi kanch todne k barabr ho .

Tu banja meri

Tu meri banja mujhe duniya k kitabo se
Bewafai shabd hi mitana hai
jo kehte hai sacchi mohobbat nahi milegi iss duniya me
Unhe galat sabit karna hai

Ek mohabbat hi hai

Ek  mohabbat hi hai jisne jhuka diya mujhe ..
Baki duniya me dum nh  mujhe jhuka sake ..

Ek mohabbat hi he jisne rula diya mujhe
Baki koi chij me takat nhi thi jo rula sake mujhe ...

Ek tera pyar pana hi nasib me nahi ..
Warna apne hatho nasib likha krta tha mai..

Ek tera sath chahiye jine k liye ..
Sath nhi de sakti to  mar de mujhe  .