Gurur hai agar unhe apne aap par to ye batana chahta hu e dosto~
Hai to wo bhi ek aam insan hi
Par
Unko pari kehne wale aashiq hum hi hai.
Latest Shayari on love , Love Shayari , Broken Heart Shayari, latest love shayari, Hindi Shayari
Insan se pari bana ne wale hum hi hai
Izam kaise sahu
Uske judai ka ghum jindagi bhar seh leta
E dosto ..
Par mere itne wafa karne par bhi
Dhoke bazi ka ilzam lagaya usne
Ye kese sahu mai .
Jisse sacche pyar ki qadar ho
Jisse sacche pyar ki qadar ho Takdir bhi palat kr rakh dete h wo log ...
Unhe ky pyar ki qadar
Hogi jin ke liye saccha dil todna bhi kanch todne k barabr ho .
Tu banja meri
Tu meri banja mujhe duniya k kitabo se
Bewafai shabd hi mitana hai
jo kehte hai sacchi mohobbat nahi milegi iss duniya me
Bewafai shabd hi mitana hai
jo kehte hai sacchi mohobbat nahi milegi iss duniya me
Unhe galat sabit karna hai
Ye kaisa salukh
Ye kaisa salukh mere sath e khuda
Maine sacchi mohabbat ki hai
Fir bhi mohhabat me nakam raha
log to mohhabat me shajishe karke bhi kamiyab hojate hai
Sacchi mohabbat
Sacchi mohabbat ko yu najar andaz nahi karte
~e jaan
Dhoka karne jitna aasan kaam nahi hai ye~
Subscribe to:
Posts (Atom)