Shor Hai Kaano me aabhi tere baato ka
kitna rota hu mai hisab nahi raatoka_
bharosa tha tujh pe, teri baato ka
shyd khuda hi mere sath nahi
kya karu mai ab inn jasbaaton ka
_
You can continue this RAP by write your own lyrics in comment
Latest Shayari on love , Love Shayari , Broken Heart Shayari, latest love shayari, Hindi Shayari
Shor Hai Kaano me aabhi tere baato ka
kitna rota hu mai hisab nahi raatoka_
bharosa tha tujh pe, teri baato ka
shyd khuda hi mere sath nahi
kya karu mai ab inn jasbaaton ka
_
You can continue this RAP by write your own lyrics in comment
Tere liye mera pyar raat gai baat gai
Mere liye abi b na teri yaad gayi
thi koi wajh ya kiya sirf tune bahana
Download
itna pyar krke bhi mila mujhe bas ghumo ka khazana .
don't love so much anyone
that if they left you it will very hard for you to heal pain in heart
Mohhabat kisi aur se karu kaise
Usse jo wade kiye thee wo
Auro ke sath nibhau kaise
Ye janta hu unko parva na thi meri, na abbhi hai
Par e dost tuhi bata
Dil pe jo uska naam hai mitau to mitau kaise se.
Mai bewafa nahi
Uska aashiq hu
Tuhi bata e dost
Usske siva kisi aur ko chahu kaise .
Gurur hai agar unhe apne aap par to ye batana chahta hu e dosto~
Hai to wo bhi ek aam insan hi
Par
Unko pari kehne wale aashiq hum hi hai.